tu mard hain
tu mard hain, aasuyo ki IJAZAAT nahi tujhe
apne vansh ka kandha hain tu
tu mard hain, darne ki IJAZAAT nahi tujhe
apne duinya ka dipagrih hain tubachpan ko ek sunehra sapne tak simit rakh
zindagi ko akhoon se aakhen mila ke dekh tu
na puch ki asia kyu
kyu ki agar aisa nahi to tu bhi nahi...

0 Comments:
Post a Comment
Subscribe to Post Comments [Atom]
<< Home